Jabse Hum Tabah Ho Gaye Hain
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Jab se ham tabah ho gaye
Jab se ham tabah ho gaye
Jab se ham tabah ho gaye
Tum jahaanpanaah ho gaye
Husn par nikhaar aa gaya
Husn par nikhaar aa gaya
Husn par nikhaar aa gaya
Aaine siyaah ho gaye
Aaine siyaah ho gaye
Tum jahaanpanaah ho gaye
Aandhiyon kii kuch khataa nahin
Aandhiyon kii kuch khataa nahin
Aandhiyon kii kuch khataa nahin
Ham hi gard-e-raah ho gaye
Ham hi gard-e-raah ho gaye
Tum jahaanpanaah ho gaye
Dushmano ko chitthiyaan likho
Dushmano ko chitthiyaan likho
Dushmano ko chitthiyaan likho
Dost kair-khwaah ho gaye
Jab se ham tabah ho gaye
Tum jahaanpanaah ho gaye