Skip to content

Teri Aankhon Mein

Aashiq Javed.com
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aashiq Koyi Tum Sa Nahi Tum Ishq Ki Pehchaan Ho Teri Aankhon Mein Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai Teri Aankhon Mein Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai Teri Aankhon Mein Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aankh Ladi Baat Badi Chain Luta Re Neend Gayee Hosh Uda Dard Utha Re Ab Na Khabar Mujhko Mere Shaam-O-Saher Ki Bhool Gayee Main Tho Gali Apne Hi Ghar Ki Dil Se Dil Jo Mile Ishq Ke Gul Khile Ab To Pathjhad Mein Bhi Gulzar Nazar Aata Hai Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai Teri Aankhon Mein Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai Ab To Tamanna Hai Yunhi Khoyi Raahon Mein Teri Hi Baahon Mein Sada Soyi Rahoon Mein Main Bhi Teri Uljhi Huvee Zulfein Sajaun Nili Si Aankhoon Mein Teri Doobta Jaaon Kyon Rahen Dooriyaan Ab Koyee Darmiyaan Bekaraari Mein Bhi Karar Nazar Aata Hai Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai Teri Aankhon Mein Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai Teri Aankhon Mein Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Last update on:July 8, 2021