Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Waade
Saransh Khetwal & Drub & SAM8
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kya yeh saare waade bewajah ke the?
Kya yeh lamhe saare bewajah ke the?
Tu hi bata de, kya thi meri saari khata?
Kya yeh saare waade bewajah ke the?
Kya yeh lamhe saare bewajah ke the?
Tum meri na ho
Yeh apne dil ko main kaise samjhaunga?
Tum meri na ho
Yeh khud ko kaise main khud hi batlaunga?
Ab tum bina main kya hi karoon?
Tum bin mera jeena kis kaam ka?
Ab tum bina main kis ko kahoon
Dil mein jo mere dard chhupa?
Tu hi bata de, kya thi meri saari khata?
Kya yeh saare waade bewajah ke the?
Kya yeh lamhe saare bewajah ke the?