Skip to content

Jawani

Vilen
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Meri ankhiyon se beh jaaye paani Paani mein tera noor hai Teri chadhti yeh jalti jawani Jaani mera fitoor hai Paagal mujhe kahe yeh jamana Maana mera kasoor hai Tere pichhe airi hoya main deewana Hoya yeh dil mazboor hai Khwabon mein chalte chalte Mil jaayengi raahein Maine socha naa maanga tha Rab se kyun kholi yeh baahein tune Dhadkan se aage chalti thi Teri aawaze man mein Aankhein jo ladti thi Ab kho gayi kahan mehfil mein Gairon mein dhalte dhalte Ho gaye apne bhi door hai Tujhse bhi kya main kahun Jab duniya ka ye hi dastoor hai Meri ankhiyon se beh jaaye paani Paani mein tera noor hai Teri chadhti yeh jalti jawani Jaani mera fitoor hai Paagal mujhe kahe yeh jamana Maana mera kasoor hai Tere pichhe airi hoya main deewana Hoya yeh dil mazboor hai Chal ye to jalte dil ki rawa hai Chal ye to bhadke dil ki rawa hai Aankhein ye teri bewafa hai Jaanu tu marti bhi to naa hai