Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Khudaya Ishq
Arijit Singh
,
Shilpa Rao
Popularity · Moderate
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Laakh sitaaron ki ek thi dua
Dil pe tabhi to zor na chala
Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Main to loon sab saansein ab tere naam ki
Ik tu hi bas mera, duniya kis kaam ki?
Chadhe hain tere rang, ke ab tere sang
Ye laage man mera, jogiya
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Ho, teri-meri ishq kahaani
Jaise dariya ka behta paani
Samjhega na koi
Hai ye baat roohaani
Ho, mere dil ke lafz chura ke
Kehti hai nazar deewaani
"Ik tu naya-naya sa
Aur duniya lage puraani"
Saari taarikhon pe haq hai tera
Aur kya mein chaahoon? Tu hai mera
Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Main to loon sab saansein ab tere naam ki
Ik tu hi bas mera, duniya kis kaam ki?
Chadhe hain tere rang, ke ab tere sang
Ye laage man mera, jogiya
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
(Khudaaya, ishq re, ishq re, ishq re)
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya
Khudaaya, ishq hote-hote ho gaya