Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pakistan
Strings
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aye meri sarzameen, meri jaan hai tu (Meri jaan hai tu)
Main hoon tujhse, meri pehchaan hai tu (Pehchaan hai tu)
Ye hawa aur ye fazaan
Tujhse hai har dum sada Pakistan (Pakistan)
Ye hawa aur ye fazaan
Tujhse hai har dum sada Pakistan

Hum sab apne mulk-o-qaum ki khidmat karenge
Pyar-o-mohabbat aur aman ki baatein karenge
Kyunki hum sab hain Pakistani
Aur humko karna hai paasbaani
Meri khushiyon ka dariya hai tu (Pakistan)
Meri manzil ka rasta hai tu (Pakistan)
Mera maazi, mera haal hai tu (Pakistan)
Mustaqbil mein mere saath hai tu (Pakistan)
Aur humko karna hai paasbaani
Kyunki hum sab hain Pakistani
Hum sab apne mulk-o-qaum ki khidmat karenge
Pyar-o-mohabbat aur aman ki baatein karenge
Aye meri sarzameen, meri jaan hai tu (Meri jaan hai tu)
Main hoon tujhse, meri pehchaan hai tu (Pehchaan hai tu)
Ye hawa aur ye fazaan
Tujhse hai har dum sada Pakistan (Pakistan)
Ye hawa aur ye fazaan
Tujhse hai har dum sada Pakistan
Pakistan (Tu hai meri jaan)
Pakistan (Tu hai meri aan)
Pakistan (Tu hai meri jaan)
Pakistan (Tu hai meri aan)
Pakistan