Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kya Haal Hai
Sachet Tandon
Popularity ยท Moderate
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Do naina tere, do naina mere
Baithe huye hain roo-ba-roo
Do khwaab tere, do khwaab mere
Hain ek jaise hoo-ba-hoo
Na tu jaane, na main jaanoon
Yeh toh Rabb ka kamaal hai
Haal hai, kya haal hai?
Dil kya bataye, kya haal hai
Haal hai, kya haal hai?
Dil kya bataye, kya haal hai
"Ishq hai ya koyi bharam hai?"
Sab ke lab pe sawaal hai
Haal hai, kya haal hai?
Dil kya bataye, kya haal hai
ย
Jo ishq piya teri nazron se
Gaya phir hosh mera
Tu rooh mein nashe si utarne lagi
Ismein kya dosh mera?
Jo ishq piya teri nazron se
Gaya phir hosh mera
Tu rooh mein nashe si utarne lagi
Ismein kya dosh mera?
Ishq mein tere barkat hai
Pehle se zyada main saans lene hoon laga, haan-haan
Mujh mein teri shirkat hai
Mehsoos tujhko dil dhadkanon mein kar raha
Koyi gham nahin hai
Kuchh kam nahin hai
Rooh ko meri tune chhoo liya
Hua main naya, tera hai yeh karam
Tu le saansein toh hawa mein
Jaise udta gulaal hai
Haal hai, kya haal hai?
Dil kya bataye, kya haal hai
Haal hai, kya haal hai?
Dil kya bataye, kya haal hai
"Ishq hai ya koyi bharam hai?"
Sab ke lab pe sawaal hai
Haal hai, kya haal hai?
Dil kya bataye, kya haal hai
ย