Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aaj Ki Raat Yeh Kaisi Raat
Mohammed Rafi
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aaj kee raat ye kaisee raat ke hamako neend nahin aati
Meri jaan aao baitho paas ke hamako neend nahin aati
Aaj kee raat ye kaisee raat ke hamako neend nahin aati
Meri jaan aao baitho paas ke hamako neend nahin aati
Aaj kee raat
He ye aaj tumhen kya ho gaya hai
Uf tum apane dil ko samjhaao naa
Machal uthaa ye dil nadaan bada ziddi badi mushkil
Machal uthaa ye dil nadaan bada ziddi badi mushkil
Khuda ko bhee manaa lun main magar maane naa rootha dil
Tumhiin dekho karo koyi baath ki hamako neend nahin aati
Meri jaan aao baitho paas ke hamako neend nahin aati
Aaj kee raat
Suno meri ek baath maanoge maanoge naa
Tumhen andhere mein neend nahin aati to
To main roshni kiye detii hoon
Andhera hai to rahane do mujassim chandani ho tum
Andhera hai to rahane do mujassim chandani ho tum
Lajaae raushnee tumse ke aisi raushnee ho tum
Na seene se hataao haath ki hamako neend nahin aati
Meri jaan aao baitho paas ki hamako neend nahin aati
Aaj kee raat
Maarungi haan
Milen hon dil chhidaa ho jab koyi rangeen afsaana
Milen hon dil chhidaa ho jab koyi rangeen afsaana
Sulaane maut bhee aaye to main kah doongaa phir aanaa
Abhi to tum ho mere saath ki hamako neend nahin aati
Meri jaan aao baitho paas ki hamako neend nahin aati
Aaj kee raat ye kaisee raat ke hamako neend nahin aati
Meri jaan aao baitho paas ke hamako neend nahin aati