Skip to content

Bheed Main (Taken From Film Tumsa Nahin Dekha)

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bheed mein tanhai mein, Pyaas kee gaharaai mein, Dard mein, rusvaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Geet mein shehanai mein Khwaab mein purvaai mein, Dhup mein parchaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Bheed mein tanhai mein, Pyaas kee gaharaai mein, Dard mein, rusvaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Teri chaahatein, meri zindagi Tere pyaar ko main bhula na sako Teri chaahatein, meri zindagi Tere pyaar ko main bhula na sako Karu koshishen bhale raat din Tere aks ko main mitaa na saku Pyaas kee gaharaai mein, Bheed mein tanhai mein, Dard mein, rusvaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Geet mein shehanai mein Khwaab mein purvaai mein, Dhup mein parchaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Kabhi khwaab mein sochaa na tha Jeenaa padegaa tuje chhod ke Kabhi khwaab mein sochaa na tha Jeenaa padegaa tuje chhod ke Sanam, jo tera ishaara milee Chali aauun sari kasam tod ke Zulf kee ranai mein, Bheed mein tanhai mein, Dard mein, rusvaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Bheed mein tanhai mein, Pyaas kee gaharaai mein, Dard mein, rusvaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Geet mein shehanai mein Khwaab mein purvaai mein, Dhup mein parchaai mein, Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho Muje tum yaad aathe ho