Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Lamhay
Jal
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Woh lamhe, woh raatein koyi na jaane
Thin kaisi baatein, woh barsaatein
Woh bheegi-bheegi yaadein
Woh bheegi-bheegi yaadein
Na main jaanoon, na tu jaane
Kaisa hai yeh aalam, koyi na jaane
Phir kyun hai yeh tanhaai?
Kaisi hai yeh rusvaai?
Gum ho gaye kyun? Kho gaye hum
Woh lamhe
Saagar ki in leharon se gehera hai mera pyaar
Seharaaon ki hawaaon mein kaise aayegi bahaar?
Phir kyun hai yeh tanhaai?
Kaisi hai yeh rusvaai?
Gum ho gaye kyun? Kho gaye hum
Woh lamhe, woh raatein koyi na jaane
Thin kaisi baatein, woh barsaatein
Woh bheegi-bheegi yaadein
Woh bheegi-bheegi yaadein
Aandhi ho ya toofaan ho
Mere man mein rahe tu sadaa
Koyi apna ho ya paraaya ho
Usey dhoondhoon main kahaan?
Phir kyun hai yeh tanhaai?
Kaisi hai yeh rusvaai?
Gum ho gaye kyun? Kho gaye hum
Woh lamhe, woh raatein koyi na jaane
Thin kaisi baatein, woh barsaatein
Woh bheegi-bheegi yaadein
Woh bheegi-bheegi yaadein
(Woh bheegi-bheegi yaadein)
(Woh bheegi-bheegi yaadein)
(Woh bheegi-bheegi yaadein)
(Woh bheegi-bheegi yaadein)
(Woh bheegi-bheegi...)