Out of Control
Darshan Raval & Panther
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Main hi hoon vo main hi hoon
Raatein jala di saari
Parvaah hai mainu kya hi
Khull ke main khwaahhishaan jiya
Mujhko haraane ki hain
Kamron mein baatein jaari
Par main na fikron main raha
Pagal hoon sanki hoon
Karta bas mann ki hoon
Mujhsa na koi par tere jaise hazaar
Saari duniya mein hain charche
Baitha sabke sir pe chadhke
Sadkon se uth ke ambar pe
Main hi hoon vo main hi
Saari duniya mein hain charche
Baitha sabke sir pe chadhke
Sadkon se uth ke ambar pe
Main hi hoon vo main hi