Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Uff
Benny Dayal; Harshdeep Kaur
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Uff toone aake bin kiraye yeh jagah li
Kuch keh bhi na saki, yeh kaisi bebasi
Yoon chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan
Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Humko na khabar kab kaise aaya woh
Dil se khus-phus kya farmaaya woh
Humko na khabar kab kaise aaya woh
Dil se khus-phus kya farmaaya woh
Ho.. uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Uff toone aake bin kiraye yeh jagah li
Kuch keh bhi na saki, yeh kaisi bebasi
Yoon chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan
Uff.. mere dil mein thodi uff
Mere dil mein uff.. uff
Mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Kya kya karaaogi khwabon mะตin hamse
(Khwaabon mein humse)
Badlun main rang kitnะต khamkha
Uda uda banke gubbara
Mera dil budhu bechara
Haule haule tune pukara jahan bhi
Wahan yeh jaaye
Chalo chalo yoon aankhein meeche
Dheere dheere yeh tere peeche
Zaraa zaraa yeh kheenche kheenche
Dekho na dekho
Humko na khabar kab kaise aaya woh
Dil se khus-phus kya farmaaya woh
Kehne ko to... hey
Teri wajah se hai
Sara jahan.. hey
Nai jagah si hai
Kehne ko to... hey
Teri wajah se hai
Sara jahan.. hey
Nai jagah si hai
Sabko khabar aur sabko pata bhi hai
Yeh jo hua, jo hua
Dekho abhi to chhodo
Tum bhi ab yeh bahana to
Dil ke badle dil nazrana do
Ho.. uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi
Humko na khabar kab kaise aaya woh
Dil se khus-phus kya farmaaya woh
Ho
ย