Skip to content

Marhaba Ya Mustafa

Farhan Ali Qadri
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Marhaba Ya Rasoolallah, Marhaba Ya Habiballah Aagaye hain meray aaqa marhaba ya rasoolallah. Marhaba ya rasulallah, marhaba ya habeeballah. Aaj Hai Subhe Baharan, Aaj Har Koi Pukara Aisa yeh din hai nikhara, marhaba ya rasulallah. Dubatoon Ka Hai Kinara, Jo Giroon Ka Hai Sahara Jis nay zulmat ko hai mara, merhaba ya rasul allah Jis Ko Khud Rab Nay Sajaya Paykar e Husn Banaya Yehi to hain meray Aaqa, marhaba ya rasul allah. Jis Ko Khud Rab Nay Hai Bulaya, Apna Deedar Karaya Wohi hai Rab ko pyara, marhaba ya rasoolAllah (S.A.W). Aaj Hai Arsh Bhi Jhooma, Jis Nay Hai Farsh Ko Chuma Har gali ghar ko sunwara, marhaba ya rasool allah Ali Nay Fun Hai Yeh Paya Naat Likhna Usay Aaya Jis nay hai aaj pukara, marhaba ya rasool allah (S.A.W.).