Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Taron Ki Zuban Par Hai
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Taaron ki zuban par hai mohabbat ki kahani

Ae chand, mubarak ho tujhe raat suhani

Kehte hain jise chandni hai noor-e-mohabbat

Taaron se sunehari hai humesha teri kismat

Ja jaake palat aati hai phir teri jawani
Ae chand, mubarak ho tujhe raat suhani
Chhaya hua duniya pe mohabbat ka asar hai

Kehte hain jise chand mera daag-e-jigar hai

Taaron se kaha karta hai yeh dil ki kahani
Ae chand, mubarak ho tujhe raat suhani
Taaron ki zuban par hai mohabbat ki kahani
Ae chand, mubarak ho tujhe raat suhani
Hum ho na ho, duniya yun hi aabaad rahegi

Yeh thandi hawa aur yeh fiza yaad rahegi

Reh jaayegi duniya mein mohabbat ki nishani