Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Maan Mera Ehsan Are Nadaan
Mohammed Rafi
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Maan mera ehsaan are naadaan
Ki maine tujhse kiya hai pyaar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Meri nazar kee dhoop naa bhartee rup
To hota husn tera bekaar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Maan mera ehsaan are naadaan
Ki maine tujhse kiya hai pyaar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Ulfat naa sahee, nafrat hee sahee, o-o
Ulfat naa sahee, nafrat hee sahee
Isko bhee mohabbat kehthe hain
Too lakh chhupaae bhed, magar
Hum dil mein samaae rahete hain
Tere bhee dil bhee mein aag uthi hai, jaag
Zabaan se chaahe naa kar iqaraar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Meri nazar kee dhoop naa bhartee rup
To hota husn tera bekaar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Apana naa bana loon tujko agar, o-o
Apana naa bana loon tujko agar
Ik rose to mera naam nahin
Pathar ka jigar paani kar doon
Ye to koyi mushkil kaam nahin
Chhod de ab ye khel, too kar le mail
Mere sang, maan le apanee haar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Maan mera ehsaan are naadaan
Ki maine tujhse kiya hai pyaar
Maine tujhse kiya hai pyaar