Skip to content

Bahut Jatate Ho

Alka Yagnik & Mohd. Azziz
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bahut jatate ho chaah hum se Bahut jatate ho chaah hum se Karoge kaise nibaah hum se? Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Qasam Khuda ki, yahi kahunga Qasam Khuda ki, yahi kahunga "Tumhare bin main na jee sakunga" Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Yeh dard kya hai? Qaraar kya hai? Tumhein pata hai, yeh pyaar kya hai? Deewanapan hai, deewangi hai Suna hai maine, yeh bekhudi hai Wafa ki rahon mein jalna hoga Kahin girein toh sambhalna hoga Sulagte sholon pe main chalunga Sulagte sholon pe main chalunga Wafa ke rangon mein rang lunga Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Nazar mein chehra tarash lunga Tumhari saanson ki pyaas lunga Yeh khwaab itna haseen kyun hai? Tumhein wafa pe yaqeen kyun hai? Meri toh khwahish tumhari chaahat Mujhe thi kab se tumhari hasrat Milao na yoon nigaah hum se Milao na yoon nigaah hum se Ho jaaye na koi gunaah hum se Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Zamana hum ko karega ruswa Zara batao, karoge tum kya? Mujhe na ruswayi ka koi darr Tumhein toh chaaha hai apne dum par Kisi ne hum ko juda kiya toh? Khushi ke mausam mein gham diya toh? Zamane ke saare gham sahunga Zamane ke saare gham sahunga Na door ab tum se main rahunga Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Bahut jatate ho chaah hum se Karoge kaise nibaah hum se? Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil Ae dil, ae dil, ae dil, ae dil