Skip to content

Abbasy Alamdar

Syed Abbas Naqi
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aye Ahle Haram...(2) Aye Ahle Haram Meru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Aye Ahle Haram Meru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Hussain(A.s.)...(1) Maula Ki Qamar Tuti, Jis Dam Yeh Khabar Aayi Mara Gaya Darya Par Shabbir Ka Shaidayi, Khoon Bhar Gaya Aakho Me, Jaati Rahi Binaaii Maktal Se Sakina (A.s.)Ka Woh Ghamkhwar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain(A.s.)...(1) Jab Khoon Me Tar Aaya Abbas (A.s.)Ka Woh Parcham Tapti Hui Reti Par Atfal Ke Sab Be Dam Sarwar (A.s.) Ne Kiya Nauha, Zainab (S.a.) Ne Kiya Matam Chilaye Haram Gazi-O-Jarrar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain...(1) Hussain(A.s.)...(1) Hukm-E-Shah-E-Wala Par Darya Ko Utha Lata. Kya Karta Bhala Gazi Mehroom-E-Ijazat Tha. Koshish Toh Bohot Ki Par Lakhon Me Ghira Tanha. Jab Mashk Chidi Phir Woh Wafadar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain(A.s.)...(1) Zehra (S.a.)Ke Gharane Ka Woh Zamin-E-Chadar Tha. Maslat Me Thi Sakkai Kirdar Me Haider (A.s.)Tha. Jis Waqt Kate Bazu Gazi Ke Bahe Aansu Lene Gaye Maula Woh Dilafgaar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain (A.s.)...(1) Baccho Ki Sadae Thi Abbas (A.s.)Chacha Paani. Ek Mashk Lahoo Dekar Ek Mashk Bhara Paani. Us Mashk-E-Sakina (S.a.)Se Jis Waqt Baha Paani Woh Mar Gaya Darya Pe Hayadar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain (A.s.)...(1) Woh Sher-E-Dilawar Tha Tanha Bhi Jo Lashkar Tha. Afsos Labe-E-Darya Ek Lasha-E-Besar Tha. Halmin Ki Sada Sunta Rota Tha Tadap Ta Tha. Shabbir Ka Sheda Woh Madadgaar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain (A.s.)...(1) Jalte Hue Khaimo Se Zainab (S.a.)Ki Sada Aayi. Aye Baba Ali (A.s) Dekho Beti Ki Yeh Tanhaai. Yeh Mashk-O-Alam Aaya, Aaya Na Mera Bhai. Baba Mere Kunbe Ka Tarafdaar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Aye Ahle Haram Miru Alamdar (A.s.) Na Aaya...(2) Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain (A.s.)...(1) Rehan Se Sarwar Se Who Dard Bayan Kaise. Jis Sher Ki Dharas Par Aabad Rahe Khaime. Jalte Hue Khaimo Se Ghabrake Jo Zainab (S.a.)Ne Kitni Bhi Sadae Di Woh Ek Baar Na Aaya... Alamdar (A.s.) Na Aaya... (2) Hussain (A.s.)...(1)