Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Subah Saans Legi
Roop Kumar Rathod
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ye subh saans legi aur baadabaan khulegaa
Palken uthaao, jaanam, ye aasamaan khulegaa

ย
O, aankhon ke neeche thoda sa kaajal dhalak gaya hai
Palken uthaao, khwaab ka aanchal atak gaya hai
Aankhon ke neeche thoda sa kaajal dhalak gaya hai
Palken uthaao, khwaab ka aanchal atak gaya hai
Palkon se bandha sapnaa jaane kahaan khulegaa
Ye subh saans legi aur baadabaan khulegaa
Palken uthaao, jaanam, ye aasamaan khulegaa
Ye subh saans legi aur baadabaan khulegaa
ย
O, aankhon se neend kholo, dariyaan ruke hue hain
Aur parbaton pe kab se baadal jhuke hue hain
Aankhon se neend kholo, dariyaan ruke hue hain
Aur parbaton pe kab se baadal jhuke hue hain
Ye raat band ho to din ka samaan khulegaa