Aawaz Do
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Tumse milake dil kho gaya hain
Dobara yaara yaara
Pahle to yeh
Tha koi toota sitaara
Tumse milake dil kho gya hain
Dobara yaara yaara
Pehle to yeh
Tha koi toota sitaara
Phir se hui hain
Mohabbat diwaane ko
Phir se adha hain
Yeh duniya lootane ko
Haan haan
Aawaz do, aawaz do
Tu hain jahan, main wahan
Aawaz do, aawaz do
Tu hain jahan, main wahan
Aawaz do, aawaz do
Tu hain jahan, main wahan
Aawaz do, aawaz do
Tu hain jahan, main wahan, main wahan
Sawaalon-jawaabon
Mein na waqt zaaya karo
Khayaalon mein yaara
Bina pooche aaya karo
Kuchh bhi nahin mere
Dil mein chhupaane ko
Tode se nagme hain
Tumko sunane ko haan
Aawaz do, aawaz do
Tu hain jahan, main wahan
Aawaz do, aawaz do
Tu hain jahan, Main wahan