Apnaa Mujhe Tu Lagaa
AD Muzik
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Anjaane ho tum jo
Begaane ho tum jo
Pehchaane lagte ho kyun
Tum gehri neendon mein
Jab soye soye ho
Toh mujh mein jagte ho kyun
Jab tujh ko pata hai dil muskurata hai
Kya tujhse hai vaasta
Kya tujh mein dhoondon main
Kya tujh se chaahun main
Kya kya hai tujh mein mera
Jaanu na main
Tujh mein mera
Hissa hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga
Jaanu na main
Tujh se mera
Rishta hai kya
Par ajnabi
Apna mujhe tu laga