Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ishq Jalakar - Karvaan
Shashwat Sachdev, Shahzad Ali, Subhadeep Das Chowdhury, Armaan Khan, Irshad Kamil, Roshan and Sahir Ludhianvi
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dhoop toot ke kaanch ki tarah
Chubh gayi to kya ab dekha jayega
Aandhiyan kayi dil mein hai mere
Chubh gayi toh kya ab dekha jayega
Dil hai toota mera main ishq jalakar aa gaya
Dil hai toota mera main ishq jalakar aa gaya
Asmaan mein udaan hai
Dhadkan dhadkan suroor mein
Hai junoon mein sukoon
Ab ye dil, ye dil fitoor mein
Aandhi ban ke aaya hoon
Mera haunsala bhi ayyaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Aadhi baatein aankhein bole
Aadhi baatein aankhein bole
Baaki aadhi khaamoshi keh de
Humzubaan ki talaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Mera shauq tera deedaar hai
Ye hi umar bhar ki talaash ha
Mere humkadam hai ye zameen
Mere humkadam hai ye zameen
Mere humkadam hai ye zameen
Mere haath mein akaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Na toh kaarvan ki talaash hai
Dil hai toota mera main ishq jalakar aa gaya
Na toh kaarvan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai