Skip to content

Fenny Ne Mujhe Bulaya

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Fenny ne mujhe bulaya mai chala aaya Jab wo sharmake hasi to nasha chaya Fenny ne mujhe bulaya mai chala aaya Jab wo sharmake hasi to nasha chaya Ye na samajhna ki mujhko chadi haiy Ye pyar ki masti hai jo badi hai Ye na samajhna ki mujhko chadi haiy Ye pyar ki masti hai jo badi hai Kahta ha imera dil bekarar Fenny se ho gaya mujhko pyar Fenny ne mujhe bulaya mai chala aaya Jab wo sharmake hasi to nasha chaya Fenny ne jise bulaya dekho wo aaya Jindagi bhar ki khushi hai wo laya Fenny ne jise bulaya dekho wo aaya Jindagi bhar ki khushi hai wo laya Aane lagi jaise angadaiya si Bajne lagi dur sahnaiya si Aane lagi jaise angadaiya si Bajne lagi dur sahnaiya si Pura hua hai koi intzat Fenny ke ghar aayi koi bahar Fenny ne mujhe bulaya mai chala aaya Jab wo sharmake hasi to nasha chaya Fenny ne jise bulaya dekho wo aaya Jindagi bhar ki khushi hai wo laya Is dil ne us dil ko de di hai arzi Jo teri marji wo meri marji Is dil ne us dil ko de di hai arzi Jo teri marji wo meri marji Tera hi is dil pe hai ikhtiyar Tere liye hi mera har singar Fenny ne mujhe bulaya mai chala aaya Jab wo sharmake hasi to nasha chaya Fenny ne jise bulaya dekho wo aaya Jindagi bhar ki khushi hai wo laya Fenny ne jise bulaya dekho wo aaya Jindagi bhar ki khushi hai wo laya.