If My Eyes Offend You
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Advisory - the following lyrics contain explicit language:
Jhootha jag rain basera
Saancha dard mera.
Mrig trishna sa moh piya
Naata mera tera...
Naina...
Jo saanjhe khwab dekhte thhe
Naina...
bichhad ke aaj ro diye hain yoon
Naina...
Jo milke raat jaagte thhe
Naina.
Sehar mein palke meechte hain yoon
Juda huye kadam
Jinhone li thi yeh kasam
Milke chalenge hardum
Ab baant'te hain ye gham
Bheege naina...
Jo khidkiyon se jhaankte thhe
Naina.
Ghutan mein bandh ho gaye hain yun