Skip to content

Marhaba Ya Mustafa

Milad Raza Qadri
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Marhaba Ya Mustafa Syedi anta habibi syedi anta habibi Syedi anta habibi syedi anta habibi Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Naseeb chamke hein farshion kay Kay arsh kay chand aarahe hein Jhalak sey jin kee falak hey roshan Wo shams tashreef laa rahe hein Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Nisaar teree chehel pehel pey hazaron eiden rabi-ul-awal Hazaron eiden rabi-ul-awal Nisaar teree chehel pehel pey hazaron eiden rabi-ul-awal Hazaron eiden rabi-ul-awal Siwa-e-iblees kay jahan main sabhee tho khushiyan mana rahe hein Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Shab-e-wiladat main sab musalman na kyoon karain jaan-o-maal qurban Na kyoon karain jaan-o-maal qurban Shab-e-wiladat main sab musalman na kyoon karain jaan-o-maal qurban Na kyoon karain jaan-o-maal qurban Abu lahab jesey sakht kaafir Khushi main jab faiz pa rahe hein Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Zamanain bhar main yeh qaaida hey kay jis ka kaana usee ka gaana Kay jis ka kaana usee ka gaana Zamanain bhar main yeh qaaida hey kay jis ka kaana usee ka gaana Kay jis ka kaana usee ka gaana Tho naymatain jin kee kaah rahe hein Unhee kay ham geet gaah rahe hein Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Syedi anta habibi syedi anta habibi Syedi anta habibi syedi anta habibi Mein terey sadqay zameen-e-taiba fida na ho tuj pey kyoon zamana Fida na ho tuj pey kyoon zamana Mein terey sadqay zameen-e-taiba fida na ho tuj pey kyoon zamana Fida na ho tuj pey kyoon zamana Kay jin kee khatir banain zamanain Wo tuj main araam paa rahe hein Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Jo qabar main un ko apnee paoon pakar kay daman machal hee jaoon Pakar kay daman machal hee jaoon Jo qabar main un ko apnee paoon pakar kay daman machal hee jaoon Pakar kay daman machal hee jaoon Jo dil main reh kay chupay thay mujse Woh aaj jalwa deka rahe hein Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa