Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Maine Rab Se Tujhe
Anuradha Paudwal
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Sajna, ve sajna
Ve sajna, ve sajna
Sajna, ve sajna
Ve sajna, ve sajna
Dekh, mazaaq na kar tu aisa
Main nahin tere sajna jaisa
Waisa ban ja, aisa kar le
Ya mujhe apna jaisa kar le
Maine Rabb se tujhe maang liya
Maine Rabb se tujhe maang liya
Aa, bhar de meri maang, piya
Aa, bhar de meri maang, piya
Maine Rabb se tujhe maang liya
Aa, bhar de meri maang, piya
Bech na, gori, pyaar ka sona
Bech na, gori, pyaar ka sona
Lekar yeh mitti ka khilauna
Ya Rabba, ya, ah-ah-ah
Maine Rabb se tujhe maang liya
Aa, bhar de meri maang, piya
Iss duniya mein dil woh lagaaye
Saara jag jo chhod ke aaye
Saara jag jo chhod ke aaye
Iss duniya mein dil woh lagaaye
Iss duniya mein dil woh lagaaye
Saara jag jo chhod ke aaye
Ho, saara jag jo chhod ke aaye
Keh de tu ek baar, "Chali aa, chali aa
Tu chali aa"
Main na chali aaun toh main bewafa
Main muflis beghar banjaara
Main muflis beghar banjaara
Kis ka mere saath guzaara?
Na, maine Rabb se tujhe maang liya
Aa, bhar de meri maang, piya
Maine Rabb se tujhe maang liya
Aa, bhar de meri maang, piya
Aayegi aise yaad jo teri
Jaayegi ek din jaan bhi meri
Aayegi aise yaad jo teri
Jaayegi ek din jaan bhi meri
Saath jeene ka tune waada kiya
Marne ka haq tujhe kis ne diya?
Tujhe kis ne diya?
Tu jo kahe, sau saal jiyunga
Tu jo kahe, sau saal jiyunga
Warna abhi main zeher piyunga
Na, maine Rabb se tujhe maang liya
Aa, bhar de meri maang, piya
Maine tann-mann tere naam kiya
Tune mujhko khareed liya
Maine Rabb se tujhe maang liya...
Kisi haal mein bewafa hum na honge
Bichhad jaayenge, par juda hum na honge
Bichhad jaayenge, par juda hum na honge