Skip to content

Deewana Hua Main

Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Aa. aa. Deewana hua main deewana Meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagana Meri jaan tere ishq mein Hmm. main paagal hui deewani hui Teri dilruba teri rani hui Mera bas mera hai Ajay Deewana hua main deewana Meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagana Meri jaan tere ishq mein Main paagal hui deewani hui Teri dilruba teri rani hui Mera bas mera hai Ajay Deewana hua main deewana Meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagana Meri jaan tere ishq mein Toofan deewangi ka roke kabhi na ruke Sachchi mohabbat ke aage sara zamana jhuke Ab yeh meri zindgani hai teri chahat ke naam Chaahoongi tujhko hamesha Chaahe subah ho ya shaam Hai kadmon mein dil ko jhukana Meri jaan tere ishq mein Bohat kuchh hai kar ke dikhana Meri jaan tere ishq mein Main paagal hui deewani hui Teri dilruba teri rani hui Mera bas mera hai Ajay Deewana hua main deewana Meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagana Meri jaan tere ishq mein Duniya ki saari hadon se aage guzar jana hai Jeena hai baahon mein teri Baahon mein teri mar jaana hai Kaise tujhe main bataun kaisa hai deewanapan Teri wafaaon ka jaadu chhaane laga jaan-e-man Labon ko labon tak hai laana Meri jaan tere ishq mein Mujhe to hai sab kuchh lutana Meri jaan tere ishq mein Tu paagal hui deewani hui Meri dilruba meri rani hui Tera bas tera hai Ajay Deewani hua main deewani Meri jaan tere ishq mein Deewana hua main deewana Meri jaan tere ishq mein