Baarishon Mein (Trending Version)
Darshan Raval
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Itna tera intzaar kiya
Dil ko khafa sau baar kiya
Tujhse wafa maine ki is qadar
Teri judaai se pyaar kiya
Toot jaaye jo rishte
Laazmi to nahi yeh
Ke dilon se mohobbat ho khatam
Baarishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jaata hun main muskurate hain gham
Main zameen ki tarha tarsa hu pyaar ko
Baadalon ki tarha laut aao sanam
Baarishon mein jab yaad aate ho tum
Bheeg jaata hun main muskurate hain gham