Skip to content

Ek Pyar Ka Naghma Hai

Mukesh & Lata Mangeshkar
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai Tu dhaar hai nadiya ki, Main tera kinara hu Tu mera sahara hai, Main tera sahara hu Aankho me samundar hai, Ashaaon ka paani hai Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai Jo dil ko tassali de Wo saaz utha laao Dum ghutne se pehle hi Aawaz utha laao Khushiyon ka tarannum hai, Ashkon ki zabaani hai Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai Zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai Teri meri kahani hai Ek pyar ka nagma hai