Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Naakaamyaab
Khatth
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil ye naa maane buraa
Darti hai kyun
Bewajah
Galti hui hai naa ab tak
Dukhi hai kab tak
khaamakhaa
Tujhe paane mein naakaamyaab hoon
Tujhe chhodne mein bhi naakaamyaab hoon
Likhe the jo lafz
khoya samaa fir chaaya
Beeta hai woh waqt
Toh tu kyu naa hai yahan
Kyun kaamyaab
Hoon kaamyaab
Tujhe paane mein naakaamyaab hoon
Tujhe chhodne mein bhi naakaamyaab hoon
Khaami toh naa thi
Tujhme koi
Fir Kyu du mein dastak
Rishte mein nahi
Kyun kaamyaab
Hoon kaamyaab
Tujhe paane mein naakaamyaab hoon
Tujhe chhodne mein bhi naakaamyaab hoon
Kyun tu bewajah
Haath chhode humnawa
Chehre pe hai jo hasi
Wahi hai rone ki wajah