Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aaftab
Yawar Abdal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Koi na koi to hoga raasta
Jata jo ho meri manzila jahan
Sunsan sab galiyan sab veeran yahan
Puchon kisse sab hai bezubaan
Ab din raat se lagne hai lagey
Kab ubre wo aaftab
Kaun mera hai tere siwa
Aasan kar mere imtihaan
Gham khwar tu, tu mushkil kusha
Aabad tu karde mera jahan
Sheen ghali wandhe chali sui bahar ha yee
Taaf kari gul pholi sui bulbul ha yee
Uberenge hum aise jaise aaftab
Roke se na rukte hum hai wo sawaar
Ye hamare khwabon ke parindey
Udenge jo khuley asmanon mei
Mei haqeeqat meri kaise janon
Jalade tu teri khwahishein
Zinda to hoon par sukoon hai kahan
Ab maut he hai darde dil ka dawa
Ek akhri sun meri iltijaa
Aazad tu karde mujhe yahan
Sheen ghali wandhe chali sui bahar ha yee
Taaf kari gul pholi sui bulbul ha yee
Uberenge hum aise jaise aaftab
Roke se na rukte hum hai wo sawaar