Khud Se Baatein
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Khud se baatein karte rehna
Khud se baatein karte rehna
Baatein karte rehna
O o oo.
Aankhe munde din mein mithi
Raatein bharte rehna
Khud se baatein karte rehna
Khud se baatein
Khud se kehna chahti hu main
Khud se kehna chahti hu main
Khud se kehna aayi main
Aisa bhi to hota hai na
Halki si tanhai mein
Tanhai mein tasveeron ke
Tanhai mein tasveeron ke
Chehre bharte rehna
Khud se baatein karte rehna
Baatein karte rehna
O o oo.
Aankhe munde din mein mithi
Raatein bharte rehna
Khud se baatein karte rehna
Khud se baatein
Bheege bheege mausam mein kyun
Bheege bheege mausam mein kyun
Barkha pyasi lagti hain
Ji to khush hota hai lekin
Ek udasi lagti hain
Awe hi bas ruthi khud se
Awe hi bas ruthi khud se
Awe mante rehna
Khud se baatein karte rehna
Baatein karte rehna
O o oo.
Aankhe munde din mein mithi
Raatein bharte rehna
Khud se baatein karte rehna
Khud se baatein