Yeh Desh Hai Veer Jawanon Ka (V1)
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Ye desh hai veer jawano ka
Albelo ka, mastano ka
Is desh ka yaaron (Haay)
Is desh ka yaaron kya kehna
Ye desh hai duniya ka gehna
O... o... o... o...
Yaha chodi chaati veeron ki
Yaha bholi shakle heeron ki
Yaha gaate hai raanje (Haay)
Yaha gaate hai raanje masti mein
Machti hai dhoome basti mein
O... o... o... o...
Pedo pe bahare jhulo ki
Rahon mein katare phoolon ki
Yaha hasta hai sawan (Haay)
Yaha hasta hai sawan baalon mein
Khilti hai kaliyan gaalon mein
O... o... o... o...
Kahi jangal shaukh jawano ke
Kahi kartab teer-tamanon ke
Yaha nit-nit mele (Haay)
Yaha nit-nit mele sajate hain
Nit dhol aur taashe bajte hain
O... o... o... o...
Dilbar ke liye dildaar hain hum
Dushman ke liye talwar hain hum
Maidaan mein agar hum
Maidaan mein agar hum dat jaayein
Mushkil hai ke peeche hat jaayein
Haay, haay, haa
Haay, haay, haa
Haay, haay, haa
Haay, haay, haa