Zara Zara ::www.RAAG.ME::
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein

Hai meri qasam tujko, sanam, door kaheen naa jaa
Ye doori kehtee hai, "paas mere aaja re"
Yoon hee baras-baras kaali ghata barase
Hum yaar bhig jaaen, is chaahat kee baarish mein
Meri khulee-khulee laton ko sulajhaaye
Too apanee ungliyon se, main to hoon isi khwaahish mein
Sardi kee raaton mein hum soe rahen ik chadar mein
Hum-donon thanha ho, naa koyi bhee rahe is ghar mein
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein
Aaja re, aa re
Tadpaae muje teri sabhee baathen
Ek baar, ai, deewaane, jhootha hee sahee, pyaar to kar
Main bhuuli nahin haseen mulaaqaatein
Baichaiyn karke mujko, mujse yoon naa fer nazar
Ruthega naa mujse, mere saathiya, ye vaadaa kar
Tere binaa mushkil hai jeenaa mera, mere dilbar
Zaraa-zaraa bahakta hai, mahaktaa hai aaj to mera tan-badan
Main pyaasi hoon, muje bhar le apanee banhon mein
Hai meri qasam tujko, sanam, door kaheen naa jaa
Ye doori kehtee hai, "paas mere aaja re"
Aajaa re aajaa re
Aaja re