Skip to content

Pyaar Hai

Javed Ali, Anwesha
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Rom rom se tere nikal kar Meri saanson ko jati hai chu kar Bikharti hai hawaon main har disha Khushbo nahi hai woh toh pyaar hai Khushbo nahi hai woh toh pyaar hai Baat chipi hai kitni baaton main Badmashiyan bhari hai aankhon main Matwala karta hai man ko mere Nadaniyan nahi hai woh toh pyaar hai Nadaniyan nahi hai woh toh pyaar hai Pyaar hai, Pyaar hai Nadiya ki dhaar hai Hai bhawar majhdhar hai Is par hai us par hai Pyaar main hi us rab ka deedar hai Pyaar main hi us rab ka deedar hai Bachpan ke khel main hai Jawani ke mel main hai Dhalti umar main iski Karamat dekh lo Ungliyon ki is chuan main Ankhiyon ke baagpan main Dil ke kuch umadte jazbat dekh lo Karamat kuch nahi jazbat kuch nahi Pyaar hai Pyaar hai, Pyaar hai Mithi si phuar hai Pholon ki bahar hai Pyaar se hi sansar hai Pyaar main hi us rab ka deedar hai Kuch purai aadatein hai Nayi si shararatein hai Kuch haseen chahte hai Yeh baat jaan lo Yeh khuda ki bandagi hai Bas yeh hi zindagi hai Ismein shuru khatam hai Din raat jaan lo Naya hai kuch nahi purana kuch nahi Pyaar hai Pyaar hai, Pyaar hai Jeet hai haar hai Dheema hai raftaar hai Hosh hai khumar hai Pyaar main hi us rab ka deedar hai Pyaar main hi us rab ka deedar hai