Skip to content

TUC PE KYA JATA HAI?

Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bhagadhori life in the fast lane Waqt mile na, it keeps passing Par light rehta mera mood, I'm not stressing Mai fancy, you can't see me lacking But I see how it's getting kinda spicy Bars for everybody itni hai variety Zindagi stage hai aur hua nahi act over Aaye late tum, I saved you some leftovers Kabhi bhi chale mera naam jani easy If you a hater tujhe baatein lage cheesy Believe me, ya believe in yourself Aaja baith meri class may and see for yourself Mehnat kar jaani, luck pe kyu jaata hai? Badshah se pooch "Takht pe kyu jaata hai?" Ye tะตnsion apne sarr pe kyu chadhata hai? Chill kar jani, na le dil par jaani Any day, anytimะต, anywhere Better pull up aise nahi karo der Agar mai pahuncha nahi I'm probably on the way Kul mila ke hai sawaal sirf ye Hona kya hai ye to waqt hi batata hai Mehnat kar jaani, luck pe kya jaata hai? Mehfilon ki bhi tu jaan banjaata hai Par aata hai sawaal tere saamne ye Ki TUC pe kya jaata hai? TUC pe kya jaata hai? Hona kya hai ye tou waqt hi batata hai Mehnat kar jani, luck pe kya jaata hai? TUC pe kya jaata hai? TUC pe kya jaata hai? Hona kya hai ye tou waqt hi batata hai Mehnat kar jani, luck pe kya jaata hai? TUC pe kiya jaata hai?