Skip to content

Dholna

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Satrang hai pyaar Iski do lehrein Aaj ki raat Ismein hum tehrein Haathon mein haath Sub wohi chehre Hain kuch sawaal Tujhse O yaara Dil ka jo haal Kuch tu bhi kehde Yeh beqaraar Tere pe thehre Kehde ek baar Hai intezaar Tujh pe fida yeh Tujse kehta Meray dil ko thaam le Dholna Dil ko thaam le Dholna Mere haal pe Chor na Mere haal pe Mujhko meray haal pe Chor na Dil ko thaam le Dholna Dil ko thaam le Dholna Dil ko thaam le Dholna Dholna Dholna Dholna Kuch to bol na Tujhko dekha Dil yeh masti mein Ajab sa yeh pyaar Rub ki marzi hai O humnawa Aaj tu aa Chahe jitna sata Bus apna bana le Dil ka jo haal Kuch tu bhi kehde Yeh beqaraar Tere pe thehre Kehde ek baar Hai intezaar Tujh pe fida yeh Tujse kehta Meray dil ko thaam le Dholna Dil ko thaam le Dholna Mere haal pe Chor na Mere haal pe Mujhko meray haal pe Chor na Dil ko thaam le Dholna Dil ko thaam le Dholna Dil ko thaam le Dholna Dholna Dholna Dholna Kuch to bol na Kaise main bataoon tujhe ab? Kin lafzon mein aaye ga samajh? Tera kasoor hai Fitoor yeh Deewanagi Dil yeh majboor hai Kaise main bataoon tujhe ab? Kin lafzon mein aaye ga samajh? Tera kasoor hai Fitoor yeh Deewanagi Dil yeh majboor hai