Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Payal
Yo Yo Honey Singh,Paradox
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai
Arey Hum Toh Mamuli Se Gayak The
Tujhe Dekh Ke Hi Toh Hue Shayar Hain
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Baadal Hain
Pehle Dikhe Na Kabhi The Poore Sawan Mein
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Qaabil Hai
Haan, Tu Kehde Agar
Uthega Nahi Tere Kandhe Se Sar
Sab Be-Asar
Tere Ishq Jaisa Maine Kabhi Dekha Nahi Marz
Tera Mujhpe Hai Karz
Chukana Padega Jo Mujhe Shat Pratishat
Kya Kiya Yeh Hashar
Teri Aankhon Ne Bhi Chhodi Na Koi Kasar
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai
Arey Hum Toh Mamuli Se Gayak The
Tujhe Dekh Ke Hi Toh Hue Shayar Hain
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Baadal Hain
Pehle Dikhe Na Kabhi The Poore Sawan Mein
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Qaabil Hai
Meri Jaan, Tu Karle Gunaah
Waardaatein Sambhal Jaati Hain
Tere Liye, Kya Sharam, Kya Haya
Tu Paani Hai, Kaise Bhi Dhal Jaati Hai
Kaya Ada Teri Hai Bepanah
Jo Dil Mein Hi Mere Ghar Kar Jaati Hai
Kisi Se Bhi Chhup Na Saka
Iraade Tu Chehre Se Padh Jaati Hai
Haan, Paagal Hai
Peechhe Tere Jhumke Aur Tere Kajal Ke
Tere Aanchal Ke Kya
Dil Se Bhi Hum Tere Baahar Hain
Yeh Na Waajib Hai
Nakhre Tere Yeh Najaayaz Hai
Yeh Jaayaz Hai
Tere Haq Hi Toh Banta Hai Shayad Se
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai
Arey Hum Toh Mamuli Se Gayak The
Tujhe Dekh Ke Hi Toh Hue Shayar Hain
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Baadal Hain
Pehle Dikhe Na Kabhi The Poore Sawan Mein
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Qaabil Hai
Hum Razamand Hain
Aur Tu Bhi Toh Bandhu Hai
Udti Patang Main Hoon
Main Hoon Jogi Malang
Iss Mard Ki Tu Iklauti Pasand
Mat Kar Yeh Jatan, Na Dikha Tu Badan
Mujhe Chahiye Teri Soul, Chahiye Tera Dil
Mera Ek Hi Hai Goal, Kalli Kitte Mil
Jo Bhi Tu Bol, Bas Fatne De Bill
Gates Tu Khol, Baby Let Me In
Bhai Mera Yo Yo, Tu Meri Makhna
Kadmon Ko Sambhal Ke Rakhna
Takhne Mein Payal, Payal Mein Meri Jaan
Meri Jaan Hai Tu, Isme Koi Shak Na
Shak Na Tu Kar, Chhodte Tu Maika
Honeymoon Pe Chalenge Jamaica
Jamaica Chalenge, Jamaica
Banu Main Jamaai, Teri Maai Ka