Skip to content

'Alamgaar' - Ahmer feat. SOS, Dakait & Aniket (Prod. By Zero Chill) | Azadi Records

Ahmer
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

AHMER Sunna joh tune woh sach! Haan ji hum inse alag, UK se Sirinagar, uppar se neeche sab ulat pulat, nah! Fuck na dun hate ko, chote ye rapper toh laaya main draco, Lodey pe mere baithe ye saare bajne ko, Bana root ka canal joh tu laga sadne ko, Chalo khelo! Ye medhak joh phudakte, faltu ki baithak mein, Khundak mein jhulaste, Hum bhi toh aafat hai! Vimano se gola bhari, Dogfight! hai circle bhi kaafi haavi, Rozgaari meri? mera career na beef ka, Main diss wala rapper na, saanse hun cheenta, Dehradun wale bhai apne phir heat laaye, Do vaadiya judi toh hyi honi hai tabahi, PRE HOOK: Rishwat se lele tu hype, Main flow karu switch naaki side, Ye bitch kare joh all night, Lo aagaye shikaari on site! Haan pehle tha main kaafi nice, Ab toh haraami on mic, Inki toh honi thi tight! Abbey ruk! HOOK: Ab hona azaab hai, humse toh bidhna hi paap hai, Hum toh beta tere baap hai, UK hai SAATH mein, bachne ka kaisa imkaan? Woh bole hume Alamgaar! Hona hisaab hai, Badle mein mileghi laashe, Har lamhaa jungi halaat mein, Marte na khwab hai, Bachne ka kaisa imkaan? Woh bole hume Alamgaar! Aatanki: Chadayi ab uppar se upaar ki Hustle jab Har din ki Basand se Dori,Par chede jo Phode fir, chode Mai,Muh ko bhi age ho Jo marzi Akela bhari Mai 100 par bhi, Hum jaise mokoshi sab se anokhe Thule ko dookhe bhi dunde bas mouke, Tu chuna na chote Bande Jo akhde fir Ghar ko nah lote, Chuke nah kare Jo aim, Khokle ye andar se Baje sab same, Dogle nah Real hum Lupe Ye game Andhi hum tamege tumhe ye vehem, ha! Rehm nah Lute hum sathi dakait Hey don't you fuck with ya gang Tere sab Shooter bhi kaid Hum Jo bhi likhe Woh faiz Gaane kitaabe hai kaiz Tufail Saare bolo badiya he badiya hai, UK 07 se judaayi humne galiya hai, Cheda waqt se rukaayi saari gadiya hai, Tere takht se judaayi ka ek zariya mai, Sariya collab ye sar pa hai seedha halaaq, Ye qalam se karte mazaak, Yeh likhte sab jo bhi napaak, Abh honi sanjeeda halaat, mausiqi se inka talaak! Abh bolna be kaun hai behtar, kis se better kitna dapper tera favourite rapper, Mere L ka rehbar! Halka rapper, hulk main rapper, Karu lyrical massacre! SOS, sath mein Ahmer, Intifada inqalab haan, fateh har ilaka, Rooh zabt teri istilah se, Iss tarah se, Sab halaal abh bismillah se! PRE HOOK: Rishwat se lele tu hype, Main flow karu switch naaki side, Ye bitch kare joh all night, Lo aagaye shikaari on site! Haan pehle tha main kaafi nice, Ab toh haraami on mic, Inki toh honi thi tight! Abbey ruk! HOOK: Ab hona azaab hai, humse toh bidhna hi paap hai, Hum toh beta tere baap hai, UK hai SAATH mein, bachne ka kaisa imkaan? Woh bole hume Alamgaar! Hona hisaab hai, Badle mein mileghi laashe, Har lamhaa jungi halaat mein, Marte na khwab hai, Bachne ka kaisa imkaan? Woh bole hume Alamgaar! DAKAIT: Jiyu main Azaad jai Chandrashekhar (jai) Londey keet daant mujhme antar dekhkar (dekh) Devlok se toh mere path par devgan Game saara gerun thodey manatar fek kar (swaha) Jan pe baat aaye toh gun rakh case par(thaak) Tan pe ched Na ek shan tu khed kar Likhu tantra page par anant shetrafal Jaise raajnaitik shadiyantra mez par Kash maru karein kashmiri flow Vash mein basalu puri pidi ko Easy bro Vish mai dubaake sari city ko Mast hoke prasthaan Tehri ko Mast maan Karta ni matdaaan Jhuuti sab baaton ka pakwaaan Mat maaan (mat maan) Jujmaaan Yon ta sab khaaan Yakh ho ya takh maa Jakhi jaan wakhi khaaan Bharne yha sabko hi paapi pet Toh mai chabaata rappers thaali samet Jo wehem rakhte meri azaadi pe Bang karu bangers se Ahmer jab ghaati mein Raag theek hai 20 20 track, saal theek hai Puliya maalsi se Log bolte maalchi the 7 saal peechey Shaady toh shaapit hai Verse chade toh chadhau londey faasi pe! ANIKET: Ye mic pe Inqalab Hai Ek sailab hai Kar inhe intala ke Sehar ye zapt hai Paine shabd hai Mere Kehar hai ladke mere Lene aaye inteqaam hai Vo bole mujhe haal kya janab hai Bole Gaane tere dope poore aag se lagade ka Kalam hai barood hote hath se dhamake Laashe bichi rappero ki Nikle inke zanaze khaali kare baate Aake aankh na milaate Yaha sar fate dekh zara Hath to lagake Inhe lage mere sab gunah hai Mustaafa Mai Ban karu Inko parajit Hai Kayaar ye khele bas chup karke Rustom bane fire launde ye oopar se Bhai mere kashmeer se kush bharte Flow bahe ganga sa Nikla Ho jaise ye goumukh se Jo bane dawood mai bars ke gola barood daaagu Seedha bas dushman pe Jaise ham Bhagat Singh laate Azaadi Bas Kranti likh dala pustak pe!