Pahle Pahle Pyar Ki Mulaqaten
Kishore Kumar & Asha Bhosle
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Pehle pehle pyaar kee mulaaqaatein yaad hain. yaad hain
Mujh ko to tumhaaree saaree baathen yaad hain... achchha
Pehle pehle pyaar kee mulaaqaatein yaad hain.
Mujh ko to tumhaaree saaree baathen yaad hain
Tum ko kaise bhool gaya, dil ka ye afasaana
Main tum ko kya kahoon
Ho main tum ko kya kahoon... deewaanaa
Ha main tum ko kya kahoon, divaana ...
La la laa laa .la la laa laa
Main tum ko kya kahoon,.kahaa naa divana
Ho main tum ko kya kahoon... deewaanaa
Kithne logon se main milkar bhool jaataa hoon .
Yah toh mein jaantee hoon
Meri aadat hai aksar main bhool jaataa hoon
Ha baba ha jaantee hoon
Kithne logon se main milkar bhool jaataa hoon .
Meri aadat hai aksar main bhool jaataa hoon
Dekha phir kuch bhool gaya, mujh ko yaad dilaanaa
Mera kya naam hai, ...yah bhee bhool gae
Meraa kya naam he, anjaana ...
Ho meraa kya naam he, anjaana ...
La la laa laa .la la laa laa ...par ...main tum ko kya kahoon .deewaanaa ...
Achchha main saba baathon ka hisaab rakhungaa
Yaad rahegaa na ...bilkul
Yaadon aur vaadon kee ek kitaab rakhungaa
Dekho bhoolanaa nahin ...bilkul nahin
Achchha main saba baathon ka hisaab rakhungaa
Yaadon aur vaadon kee ek kitaab rakhungaa
Saba se pehle us mein tum apana naam likhaanaa
Tera kya naam hai?
Tera kya naam hai?...sultana
Hai tera kya naam hai ...sultana
La laa laa .la la laa laa
Main tum ko kya kahoon, divaana ...
Kahaa naa divana
Ho main tum ko kya kahoon... deewaanaa
Ho main tum ko kya kahoon... deewaanaa