Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Pyar Diwana Hota Hai - Lofi
Sachin Gupta
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Shama kahe parwane se, "Pare chala jaa
Meri tarah jal jaayega, yahaan nahin aa"

Woh nahin sunta, usko jal jaana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai
Pyaar deewana hota hai, mastana hota hai

Rahe koi sau pardon mein, dare sharam se
Nazar aji lakh churaye koi sanam se

Aa hi jaata hai, jispe dil aana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai
Pyaar deewana hota hai, mastana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai
Suno, kisi shayar ne yeh kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin, mere mehboob

Woh chhalak jaata hai jo paimana hota hai