Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aap Ko Bhool
Chitra Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aap ko bhool jaayein hum
Itne toh bewafa nahi
Aap ko bhool jaayein hum
Itne toh bewafa nahi
Aap se kya gila karein
Aap se kuch gila nahi
Aap se kya gila karein
Sheesha-e-dil ko todna
Unka toh ek khel hai
Sheesha-e-dil ko todna
Unka toh ek khel hai
Unka toh ek khel hai
Humse hi bhool ho gayi
Humse hi bhool ho gayi
Unki koi khata nahi
Kaash woh apne gham mujhe
Kaash woh apne gham mujhe
De-dein toh kuch sukoon mile
Kaash woh apne gham mujhe
De-dein toh kuch sukoon mile
Woh kitna bad-naseeb hai
Woh kitna bad-naseeb hai
Gham bhi jise mila nahi
Woh kitna bad-naseeb hai
Gham bhi jise mila nahi
Jurm hai 'gar wafa toh kya
Jurm hai 'gar wafa toh kya
Kyun main wafa ko chhod doon?
Jurm hai 'gar wafa toh kya
Jurm hai 'gar wafa toh kya
Kyun main wafa ko chhod doon?
Kehte hain, iss gunaah ki
Kehte hain, iss gunaah ki
Hoti koi saza nahi
Kehte hain, iss gunaah ki
Hoti koi saza nahi
Aap se kya gila karein
Aap se kuch gila nahi
Aap ko bhool jaayein hum
Itne toh bewafa nahi
Aap ko bhool jaayein hum