Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Nahi Milta
Frappe Ash, Onnu & Adil
Popularity ยท Low
+
๐ฐ๐ช Swahili ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aalsi hu lately
Gharwale peeche pade
Baby they are crazy
Nava nava nasha chadhe
Harkatein hain ulti lekin
You cannot replace me
Doon ki vo sadko pe
Kehti mujhe so high
Rum aadha quater down
Maamla ye alright
Aade tede log aur life
Mei bhi bht aaye
Chahiye ni dohraye
Let me hit the pause ayiiiii
Baby mene pili chakk
Teekhi thodi zubaa zara dheeri rakh
Cutie bani mere subah ki latt
Mai peera joint kya woh mere liye karegi crush
Kya woh ginti mujhe pehla ya first
Bacha akhri mei asli mai na karu give up
Kya woh ginti mujhe pehla ya first
Tere haath ki chai hai mere subah ki latt
Tere liye bahane mai sau gin rha
Par baby mera pyar bas do din ka
Chochle hazar hai mai nahi milta
Mai nahi milta
Mai nahi milta
Tere liye bahane mai sau gin rha
Par baby mera pyar bas do din ka
Chochle hazar hai mai nahi milta
Mai nahi milta
Mai nahi milta
I'm sorry Shruti
Mere gale pe hai thodi hickies
I hope that you don't see them
Mai late night hojata hu tipsy
Maine book kara hotel tere liye
Jaana mera sab kuch hai tere liye
Meri harkaton se waakif hai kabse tu
Leke aya hu flowers tere liye
Meri sun toh
Haye rabba haye
Haye rabba haye rabba haye
Haye rabba haye rabba haye
Tere pyaar se toh rabba he bachaye janeja
Haye rabba haye
Haye rabba haye rabba haye
Haye rabba haye
Tere pyaar se toh rabba he bachaye janeja
Tere liye bahane mai sau gin rha
Par baby mera pyar bas do din ka
Chochle hazar hai mai nahi milta
Mai nahi milta
Mai nahi milta
Tere liye bahane mai sau gin rha
Par baby mera pyar bas do din ka
Chochle hazar hai mai nahi milta
Mai nahi milta
Mai nahi milta
ย