Skip to content

SAFAR - Arijit Singh (V Jackk Lofi Remix) - [Bollywood LoFi, Chill, Trap Beats]

Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ab na mujhko yaad beeta Main toh lamhon mein jeeta Chala ja raha hoon Main kahaan pe ja raha hoon... Kahaan hoon? Iss yaqeen se main yahan hoon Ki zamana yeh bhala hai Aur jo raah mein mila hai Thodi door jo chala hai Woh bhi aadmi bhala tha Pata tha... Zara bas khafa tha Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi Woh rasta puraana jisey yaad aana Zaroori tha lekin jo roya mere bin Wo ek mera ghar tha Puraana sa darr tha Magar ab na main apne ghar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Idhar ka hi hoon na udhar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Safar ka hi tha main safar ka raha Main raha... wo o... Main raha...