Skip to content

Maine Tujhe Apna Banaya Hai

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Maine tujhe apna banaya hai aankhon me tujhe hi basaya hai Maine tujhe apna banaya hai aankhon me tujhe hi basaya hai Pyar hua hai jabse, door hui main sabse, janeman tu hai, mera dil, meri jaan mera dil, meri jaan Maine tujhe apna banaya hai aankhon me tujhe hi basaya hai Maine tujhe apna banaya hai aankhon me tujhe hi basaya hai Pyar hua hai jabse, door hua main sabse, janeman tu hai, mera dil, meri jaan mera dil, meri jaan Bas gayi hai mere mann me teri khushboo, kuch nhi hu tere bina main, mere bina tu Bas gayi hai mere mann me teri khushboo, kuch nhi hu tere bina main, mere bina tu ek doosre se khafa na honge, sathi kabhi bhi juda na honge, aayi jamin pe tere liye main, janeman tu hai, mera dil, meri jaan, mera dil, meri jaan Tere dam se mere sapne, mere arman, reh sakunga ab na kahin tere bina, hooo... Tere dam se mere sapne, mere arman, reh sakunga ab na kahin tere bina, tere liye ab hai jeena marna, humko jamane se ab kya darna, main zindagi bhar chahunga tujhko, janeman tu hai, mera dil, meri jaan, mera dil, meri jaan Maine tujhe apna banaya hai, aankhon me tujhe hi basaya hai, hoo .maine tujhe apna banaya hai, aankhon me tujhe hi basaya hai, Pyar hua hai jabse, door hui main sabse, janeman tu hai, mera dil, meri jaan, mera dil, meri jaan (end)