Skip to content

Tere Jism 2

Altaaf - Manny & Altaaf Sayyed
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Is dil ki bechainiyon ko Ab raahat mil chuki hai Do jismo ko chahat ki Izaazat mil chuki hai Is dil ki bechainiyon ko Ab raahat mil chuki hai Do jismo ko chahat ki Izaazat mil chuki hai Tere labo ko chumne ki Ab khwahish ho chuki hai Meri aankho ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Meri aankho ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Ab thaam ke is dil ko Sun lo jara tum Jo bhi hai dil mein ab toh Keh lo jara tum Dikhne do chahat wali Pyash in aankho mein Tarsi nigaho mein ab Rehlo jara tum Oh in tapti huyi saanso ki Farmaaish ho chuki hai Meri aankho ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Meri aankho ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Woh hai ilteja jismo ki Sunlo jara tum Hone bhi do beparda Inko jara tum Khoo jaane do in gehri Gehri si aankho mein Pyashi panaho mein ab Rehlo jara tum Oh dil ke in jazbaaton ki Numaish ho chuki hai Meri aankho ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Meri aankho ko tere chehre ki Ab aadat ho chuki hai Meri aankho ko(Meri aankho ko) Tere chehre ki (Tere chehre ki) Ab aadat ho chuki hai(Ab aadat ho chuki hai) Ab aadat ho chuki hai Ab aadat ho chuki hai Ab aadat ho chuki hai