Skip to content

Yaad Aati Hai

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Mann ki woh chhainya Woh pyari bainya Jwar ki roti woh Phut ki chhoti Savani jhule kaise dil bhule Ho o o yaad aati hai Kaleja chir jati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Ho ho ho o Koso milo se bhi lambi Dilbar teri judayi Koso milo se bhi lambi Dilbar teri judayi Hoti hai jo sham toh Mujhko kate hai tanhayi Nind nahi aati hai too Bhi kaise soti hogi Mej pe meri photo Rakhke rat ko roti hogi Dil me teri yaade hain Honto pe tere tarane Dil me teri yaade hain Honto pe tere tarane Abb tujhse kab milna hai Yeh janey rab hi janey Yeh toh rab hi janey Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai kaleja chir jati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Ho ho ho o Chori chori chhat pe Aana kangan khankana Chori chori chhat pe Aana kangan khankana Chhed chhad hansna Sharmana aur lipat jana Mehandi bhi naa utri thi Mai tujhe chhod ke aaya Nayi naweli dulhan tera Dil mai tod ke aaya Dil karta hai sarhad par Ek bar too milne aaye Dil karta hai sarhad par Ek bar too milne aaye Phir chahe tope chal jayen Chahe maut aa jaye Chahe maut aa jaye Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai kaleja chir jati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Ho ho ho o Yaad aati hain jab jab Teri gud se mithi bate Yaad aati hain jab jab Teri gud se mithi bate Dil me hove halchal Aankho se hoti barsate Lekin abb sarhad par Maine apna farj nibhana Fatah se pahle meri Sajni mai wapas nahi aana Khud par karna naj jo Ladte ladte mai mar jau Khud par karna naj jo Ladte ladte mai mar jau Hans kar karna vida Tirange me jo lipta aau Me jo lipta aau Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai kaleja chir jati hai Yaad aati hai yaad aati hai Yaad aati hai yaad aati hai.