Skip to content

Chhoodake Daman

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Thehre kyun do kadam pe jaake Do kadam pe jaake Khabar hai mujhko hai pyar tujhko Thehre kyun yoon nazar milake Yoon nazar milake Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Thehre kyun do kadam pe jaake Do kadam pe jaake Khabar hai mujhko hai pyar tujhko Khabar hai mujhko hai pyar tujhko Thehre kyun yoon nazar milake Yoon nazar milake Nazar milana bhi ek ada hai Nazar jhukana bhi ek ada hai Yeh baat sach hai kisi se poocho Nazar churana bhi ek ada hai Hai udhar nahi kuch, udhar na dekho Idhar hai woh dil joh tujhko chahe Bahut haseen hai tumhara gussa Humein toh ispe bhi pyar aaye Tumhari aankhon ne kya kaha hai Tumhari aankhon ne kya kaha hai Poocho tum yeh kareeb aake Aye yeh kareeb aake Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Thehre kyun do kadam pe jaake Do kadam pe jaake Ajeeb haalat hai aaj apni Har ek tamanna machal rahi hai Kyun aaj mujhko yeh lag raha hai Ke dil ki dhadkan badal rahi hai Hai aashiqana mizaaz apna Kaho tumhara mizaaz kya hai Agar kaho tum toh main bata doon Chupa joh dil mein woh raaz kya hai Main chahti hoon ke tumko rakh loon Main chahti hoon ke tumko rakh loon Apni har saans mein chupake Saans mein chupake Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Chhuda ke daaman toh ja rahe ho Thehre kyun do kadam pe jaake Do kadam pe jaake Khabar hai mujhko hai pyar tujhko Khabar hai mujhko hai pyar tujhko Thehre kyun yoon nazar milake Yoon nazar milake