Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Agar Tum Kaho Toh
Gunda
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Agar tum kaho toh Ghataon se keh dun
Humein le chale woh Sitaaron se Aage
Yeh Makhmoor Aankhein Teri Muntazar hai
Yeh purnoor Chehra tera Jalvagar hai
Agar tum kaho toh Ishaaron se keh dun
Humein Le Chalein woh Nazaaron se Aage
Agar tum kaho toh Ghataon se keh dun
Humein le chale woh Sitaaron se Aage
Dulhan hasraton ki saji se Khadi hai
Naashaad hun par milan ki ghadi hai
Agar Tum kaho toh Kaharon se Keh dun
Humein le chale woh Baharon se Aage
Agar tum kaho toh Ghataon se keh dun
Humein le chale woh Sitaaron se Aage
Kahi aa na jaye bhawar mein yeh Kashti
Kahi aa na jaaye Toofaan ko Masti
Agar tum kaho toh main dhaaron se keh dun
Humein le chale woh kinaaro se aage
Agar tum kaho toh Ghataon se keh dun
Humein le chale woh Sitaaron se Aage
Agar tum kaho toh Ghataon se keh dun
Humein le chale woh Sitaaron se Aage
Agar tum kaho toh Ghataon se keh dun
Humein le chale woh Sitaaron se Aage