Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Uthe Sabke Kadam Dekho Ram Pam Pam
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Uthe sabke qadam, dekho rum-pum-pum
Uthe sabke qadam, dekho rum-pum-pum
Aji, aise geet gaaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Uthe sabke qadam, dekho rum-pum-pum
Aji, aise geet gaaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Wo pyaare din aur wo pyaari raatein
Yaad humein hain wo mulaqaatein
Nahi koi gham, mujhe nahi hai gila
Zindagi ki raah mein hai jab se tu mujhe
Re, humdum, shabnam hum hain
Aur tum shola ban jaaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Uthe sabke qadam, dekho rum-pum-pum
Aji, aise geet gaaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Roop naya hai, rang naya hai
Jeene ka to jaane kahan dhang gaya hai
Kisi hai fikar, kisi kya pasand
Pyaar ke jahan mein razamand jab hum-tum
Tum hum ban gaye hain sanam
Bedhadak mere ghar aaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Uthe sabke qadam, dekho rum-pum-pum
Aji, aise geet gaaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Uthe sabke qadam, dekho rum-pum-pum
Aji, aise geet gaaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham, taara-rum-pum-pum
Hanso aur hansaaya karo
Wo pyaare din aur wo pyaari raatein
Yaad humein hain wo mulaqaatein
Nahi koi gham, mujhe nahi hai gila
Zindagi ki raah mein mila hai jab se tu mujhe