Skip to content

Haider As Maula

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Haider Maula,, Haider Maula ALI Maula,, Haider Maula,,,, a.s Haider Maula a.s . Haidarium Qalandram Mastam, Banda e Murtaza ALI Hastam, Peshwa e tamam Rindanam, Ke Sag e Koo e Sher e Yazdanam! Mast e Wila E Haideram,, Dam Hama dam Ya ALI,, Mast e Wila E Haideram,, Dam Hama dam Ya ALI,, Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam,, Dam hama dam Ya ALI,, Haider Haider Ya Maula, Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai, Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai,, Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah, Ayatullahil Uzma Janam,, Haider Haider Ya Maula,, Haider Maula,, Haq ALI Maula,, Haider Maula Dooba Jo ALI k jalwon me Ik Ajab nazara Dekha hai, Hubdaar ALI K bethe hain Har lab pe ALI ka naara hai,(2) Maqdad Abuzar jhoomte hain Salman qaside parhta hai, Sab jaam wila k peete hain Or Saqi e Kausar Maula hai (2) Ho Aisa Sakhi darbaar to Kehna Parhta hai,,, Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai,, Haider Haider ya Maula,, Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai, Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai,, Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah, Ayatullahil Uzma Janam,, Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula Haider Maula haq ALI ya Haider Maula,, Yeh Saare Nazare Ishq k hain Majlis Matam Sab Ishq e ALI,, Yeh Nauha khuwan ye Shaal e Aza, Hathon me Alam sab Ishq e ALI (2) Zawar ye Shah e Karbobala ye Jaah o Hasham Sab Ishq e ALI . Hamrah Namaz k Farsh e Aza Mazloom ka gham Sb Ishq e ALI (2) Ho Laskar e Gham Taiyar To Kehna Parta hai,, Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai,, Haider Haider ya Maula,, Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai, Dil Ishq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai,, Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah, Ayatullahil Uzma Janam,, Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula Haider Maula haq ALI ya Haider Maula,, Mast e Wila E Haideram,, Dam Hama dam Ya ALI,, Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam,, Dam hama dam Ya ALI,, Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula Haider Maula,, Haider Maula,, Na Chher Malangan e Haider, Inhe Inke Haal pe rehne de, Inhe Dar pe ALI k jeene De, Inhe Maula Maula Krne de (2) Har Su Hai Maula Jalwagar,, Inka Deedar To karne de,, Mahoul hai sara Noorani,, Is noor ko or Nikharne de,, Jab Aisi ho Sarkaar To Kehna Parta hai,, Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai,, Haider Haider ya Maula,, Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai, Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai,, Noorullah, Waliullah, Asadullah, Aeinullah, Ayatullahil Uzma Janam,, Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula, Mast e Wila E Haideram,, Dam Hama dam Ya ALI,, Har do jahan zay dil bharam, Du Jahan zay dil bharam,, Dam hama dam Ya ALI,, Haider Haider Ya Maula, Haider Haider Ya Maula Haider Maula,, Haider Maula,, 3) Mera Tan Man Dhan,, Mera Zouq e Sukhan Mera Jan jawani ya Haider,, Mere Dil me Sada Jag mag jag mag Mere Rab ki Nishani Ya Haider (2) Mere Dam me hai Dam Dam Gonj Rahi Awaz E Qurani Ya Haider Han Mere Badan me Bol Rahi Mere Khoon ki Rawani Ya Haider(2) Ho Itna Haseen Kirdaar To Kehna Parta hai,, Dil Ishq me Ho Sarshaar to Kehna parhta hai,, Haider Haider ya Maula,, Jb Haq se kroge Pyar to Kehna Parta Hai, Dil IShq me Ho Sarshaar to kehna Parta hai,, Ya Ali Ya Ali Mola Ali Ya Ali Mola Ali Ya Sardar Mere Aaqa Mere Aey Hadi o Rehbar Ya Maula, Aey Shams e Wilayat Meher e wafa Aey Saqi e Kausar Ya Maula,, Meri Saj dhaj Har Singhar ye Dil Mere Rooh ka Zewar Ya Maula,(2) Meri Deed Nazara Noor e Nazar Manzar pas e Manzar Ya Maula, Mera Khuwab o Khyal o wird wazeefa Soch Ka Mehwar Ya Maula . Hai Wird e Zuban Maula Maula,, Meri Rooh Qalandar Ya Maula Haider Maula,, Haider Maula . Roohullah Uznullah, Babullah, Saifullah Ayatullah, Wajhullah, AHmed ka Baradar,, Haider Maula Imran Ka Dilbar,, Haider Maula Zehra Ka Shohar, Haider Maula Allah Ka Lashkar, Haider Maula Kaabe ka Naya dar, Haider Maula Nabiyon ka yawar, Haider Maula Maula e Qamber, Haider Maula Salman Ka Rehbar, Haider Maula Aqa e Abuzar, Haider Maula Kahe Malik e Ashtar, Haider Maula Hum Tere Sanagar, Haider Maula Hum Tere Naukar, Haider Maula Kahe Saat Samandar, Haider Maula Kahe Laal Qalandar, Haider Maula Dam Mast Qalandar, Haider Maula Dam Mast Qalandar., Haider Maula Zindagi Di Hai to Jeene ka hunar bhi Dede Paon Bakhshey hain to Tu Toufeeq Safar bhi Dede Jis Pe CHalte Rahe Salman o Abuzar Qambar Mere Maula MUjhe wo Raah GUzar BHi Dede Haider Maula Haq ALi maula Ali ya HAider Maula Haider Maula ...